Faisalabad Ki Aik Ghar Se Shuruat.
ZaiqaBox ki kahani aik chotay se kitchen se shuru hui. Hum ne dekha ke bahar ka khana unhealthy ho chuka hai, aur ghar jaisa zaiqa kahin nahi milta.
Bas phir irada kia ke har worker ko βHar Niwala, Ghar Walaβ khana milay ga.
Our MenuHome Based Startup
Started with just 5 daily boxes for neighbors.
Humara Wada
Quality aur sehat pe koi compromise nahi. Hum wo hi pakatay hain jo hum khud khatay hain.
Oil-Free & Healthy
Baahir ka tail aur masalay aapki sehat kharab kartay hain. Humari handi me kam oil aur asli masaley hotay hain β taake aap har roz kha sakein bina khayaal kiye.
Daily Fresh Atta Roti
Maida nahi, sirf chakki ka atta. Har roti taazi banti hai aur garam deliver ki jati hai. Extras: Roti Rs 15, Raita Rs 20, Premium Raita Rs 30.
Pocket Friendly
Ghar ka khana mehenga nahi hota. Hum market se sasta aur behtar khana deliver karte hain.
Rozana Naya Menu
Aik hi taraha ka khana bor kar deta hai. Humara menu roz badalta hai, taake aap bore na hon.
Ready to Taste Ghar Ka Lunch?
Abhi order karein aur fark mehsoos karein. Fresh lunch, roz dopahar 12β2 PM, aapke darwaze par.